Bina kisi computer ke, apne chote mobile phone par hi sab kuch manage karein.
Chahe tax wala bill ho ya bina tax ka parchi, dono bas 10 second me mobile se ban jaate hain.
Customer ko turant aasan PDF format me bill WhatsApp par bhejein. Paper aur time dono bachayein.
Bill par apni dukan ka sundar naam, logo aur signature lagakar bade businessman jaisa bill bhejkar dabdaba banayein.